Qari Shahid Mahmood and Tasleem Ahmed Sabri(Itna kafi ha zindagi k lye U...





Qari Shahid Mahmood and Tasleem Ahmed Sabrirecites kalam (Itna kafi Ha Zindagi Ke Lye) At Anwar E Madina Ijtima 2018 .Qari Shahid Mahmood is the worlds Best naat khawan And Tasleem ahmedsabri is the No 1 Niqabat Khawan Of the world .Both Relaeased This kalam From Anwar E maina Naat Council Platform .This kalam Is The Super hit kalam Must watch....

Kalam Lyrics//////:::::;;



Itna kaafi hai zindagi ke liye

Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)  jo naukri ke liye

Itna kaafi hai zindagi ke liye

Rakh lein Sarkar chaakri ke liye



Takk unko Ayyub ke ghar mein

Mahel tarse hain jhomprri ke liye



Itna kaafi hai zindagi ke liye

Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye



Aagaye qabr mein bhi churrwaane

Dard kitna hai ummati ke liye



Itna kaafi hai zindagi ke liye

Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye



Lambe sajde kiye Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ne kaha

Aye Nawaase teri khushi ke liye



Itna kaafi hai zindagi ke liye

Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye



Chaand taare bhi Unke qadmon mein

Roz aate hain roshni ke liye



Itna kaafi hai zindagi ke liye

Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye



Doobe suraj ko phirse palltaya

Apne pyare Maula Ali (radi Allahu ‘anhu) ke liye



Itna kaafi hai zindagi ke liye

Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye



Khud darakht bhi jarrein ukhare

Aate hain paas Unke haazri ke liye



Itna kaafi hai zindagi ke liye

Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye



Mehfil-e-amaad sajji rahe ta umar

Iltija yehi hai zindagi ke liye



Itna kaafi hai zindagi ke liye

Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye



Aye kash aaye woh maqaam bhi

Jiyein bas ham Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki ashiqui ke liye



Itna kaafi hai zindagi ke liye

Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye



Deed maangi hai Unki aye Haakim

Maine bass waqt-e-aakhri ke liye



Itna kaafi hai zindagi ke liye

Rakh lein Aaqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) jo naukri ke liye

Itna kaafi hai zindagi ke liye

Rakh lein Sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) chaakri ke liye



In The Name Of Allah

الحمدللہ رب العالمین والصلوٰۃ والسلام علیٰ سید المرسلین

اما بعد فاعوذ باللہ من الشیطٰن الرجیم بسم اللہ الرحمٰن الرحیم



اَلصَّلوٰةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَارَسُوْلَ اللهِ وَعَلٰى اٰلِكَ وَأَصْحٰبِكَ يَاحَبِيْبَ اللهِ

صلوا علی الحبیب!

صلی اللہ تعالٰی علٰی محمد صلی اللہ تعالٰی علیہ وآلہ وسلم



Watch The New Latest  urdu speeches of  Alhaj sufi Muhammad shaukat Ali Qadri . Alhaj sufi Muhammad shaukat Ali Qadri  Sahib is Really Very Great Scholar in Pakistan He is the Founder of an Islamic Organisation which is Called Anwaar_e_Madina . Head of Anwaar_e_Madina is in Lahore Pakistan.  Alhaj sufi Muhammad shaukat Ali Qadri  Devoted his life for Islam Anwaar_e_Madina  is Non Profit Islamic Organisation. Must watch every friday live istikhara program and every friday live sermon on fb: AnwaareMadina . I Highly Recommend and Request to Support Anwaar_e_Madina





 Our mission is: To spread love for Rasoolallaah (S.A.W) for humainity

 through the lectures, speeches, T.V programs, Friday sermon

s, congregations etc of Alhaj sufi Muhammad shaukat Ali Qadri



Subscribe Share This Beautifull Naat On Ur Facebook,Twitter For Sawab e Jaria



For the latest on Mahfile naat videos:

visit our site :

https://anwaremadinanaatcouncil.blogspot.com



follow us on facebook:

https://facebook.com/anwaremadinanaatcouncil



follow us on twitter:

https://twitter.com/Hammadanasnaeem



follow us on google plus:

https://plus.google.com/u/0/116572989939723047519



Press The Bell Button

Subscribe our Channel

Like Our Videos

And Dont Forget To Subscribe

Comments

Popular posts from this blog

Abid Hussain Khayal Best Naqabat 2019 - Kalam Qasam - New Islamic Videos...

Abid Hussain Khayal Best Naqabat 2019 - Kalma Tayaba - New Islamic Video...